आइए आवारगी के साथ बंजारापन सर्च करें

04 April 2008

प्रभु कितनों को कितनी बार माफ करेंगे!

जैसा कि हर शहर सिर्फ़ अपने निवासियों की नज़र में होता है अब तक रायपुर बेशर्म था सिर्फ़ रायपुर वालों के लिए। लेकिन इस घटना ने इसे अब राष्ट्रीय स्तर का बेशर्म बना दिया या कहें कि न केवल राष्ट्रीय स्तर बल्कि मानवता के स्तर पर भी। घटना इस तरह की पहले गुवाहाटी में भी हो चुकी है। गुवाहाटी की घटना का संदर्भ मुझे याद नही/मालूम नही। पर रायपुर की घटना का संदर्भ मुझे मालूम है।

शहर के एक मोहल्ले के एक अपार्टमेंट में एक स्त्री अपने दुधमुंहे बच्चे और अपनी रिश्तेदार लड़कियों के साथ रहती है। स्त्री पहले पीटा एक्ट के तहत गिरफ्तार हो चुकी है पीटा एक्ट अर्थात ज़िस्मफरोशी का कारोबार। स्त्री का कथन है कि वह अब यह सब छोड़ चुकी है, मोहल्ले वालों का कहना है कि स्त्री के कारण मोहल्ले की आबो-हवा खराब होती जा रही है। वो ऐसे कि यह स्त्री अपने घर मे मौजूद अन्य दोनो लड़कियों/स्त्रियों के साथ बालकनी पर बैठकर आते-जाते लड़कों/पुरुषों को इशारेबाज़ी करती रहती हैं। मोहल्ले वालों के अनुसार उन लोगों ने इस बाबत कई बार पुलिस को खबर की लेकिन कोई कारवाई नही हुई।

बताया जाता है कि एक अप्रैल की रात को भी ये महिलाएं अपनी बालकनी पर बैठकर नीचे सड़क पर आते-जाते लोगों को इशारेबाज़ी कर रही थीं। ऐसे ही एक युवक को इशारेबाज़ी कर उपर बुलाया गया। जब वह युवक उपर पहुंचा तो महिलाओंम और उनके साथी एक लड़के ने डरा-धमका कर उसे लूटना शुरु कर दिया गया। लड़के ने विरोध स्वरूप शोर मचाया और तब मोहल्ले वाले वहां पहुंचे।

मोहल्ले वाले वहां पहुचें और उन्होने अपना खेल शुरु किया। मोहल्ले वालों का आक्रोश इतना ज्यादा था कि उन्होने इस महिला और उसके साथी पुरुष के साथ साथी महिलाओं को मारा-पीटा। इसके बाद अति यह हुई कि बचते हुए वह महिला नीचे सड़क पर आ गई, मोहल्ले के पुरुषों की आदिम प्रवृति ने उसका कुर्ता और अंदरूनी वस्त्र फाड़ डाले, महिला टॉपलेस हो कर अपने को बचाने रोती हुई सड़क पर भागती रही।

मीडिया को खबर मिल चुकी थी,न्यूज़ फ्लैश होने लगा था,टीवी चैनल के कैमरे लग गए थे,लड़की टॉपलेस सड़क पर दौड़ती दिख रही थी, और दिख रही थी हम पुरुषों की आदिम प्रवृति टॉपलेस की गई सड़क पर दौड़ती एक ऐसी महिला के रूप में जो पहले कभी वेश्यावृति में संलग्न रही थी!!

भीड़ का कोई तंत्र नही होता। नक्कारखाने मे तूती की आवाज़ का क्या असर होता है?
ऐसे मौके पर किसी ने कपड़े फाड़े जाने का विरोध किया भी हो तो क्या किसी ने सुना होगा?

पता नही मेरे पड़ोस में ऐसी महिलाएं रहने आए और उनकी ऐसी हरकतें जारी रहे बालकनी पर बैठकर इशारेबाज़ी करने वाली,तो मेरी क्या प्रतिक्रिया होगी तब। आप अपनी कहें………

चोखेरबाली पर पढ़ें "घोस्ट बस्टर जी ,क्या अब भी कहेंगे यह इक्कीसवी शताब्दी है .....?"

25 टिप्पणी:

Gyan Dutt Pandey said...

जैसे दुश्चरित्र का चरित्र नहीं होता, वैसे भीड़ का चरित्र नहीं होता।

Shiv said...

भीड़ का 'न्याय' है...

भीड़ में शामिल लोग 'चरित्रवान' होते हैं. लिहाजा कुछ भी करने के लिए स्वतंत्र हैं...बेशर्मी की हद नहीं है. कोई कहीं तक गिर सकता है. बस बेशर्म होने की हैसियत रहनी चाहिए.

Neelima said...

हम सब शर्मसार हैं !

PD said...

हम सब शर्मसार हैं मत कहिये.. कहिये हम सब बेशर्म हैं..

मीनाक्षी said...

अन्दर एक आग सी जल उठी आपकी पोस्ट पढ़्कर....लेकिन जैसे रोते वक्त गला रुँध जाता है... बोल नहीं निकलते...बस ऐसा ही कुछ महसूस हो रहा है.

दीपक said...

घ्रृणा पाप से होनी चहिये ,फिर भि इस पर कुछ कहना बहूत कठीन है ,परन्तु यह तो सच है कि भिड कि कोइ आत्मा नही होती उस पर कमबख्ति ये कि भीड को लाज और भय भि नही होता .....

अब कैसे कहेन्गे "छ्त्तीसगढिया सबले बढिया "

सुनीता शानू said...

आप ठीक कह रहे हैं भीड़ का न्याय है यह मगर उस भीड़ में कितने चरित्रवान है यह तो पढ़कर पता चल ही गया है...हम सभी शर्मिंदा है इसके लिये...कुछ भी कहना बेकार है...

Udan Tashtari said...

शर्मनाक...निन्दनीय.

छत्तीसगढ़ नहीं...पूरी मानवता का सर झुक जाना चाहिये ऐसी हरकत से..!!!

anuradha srivastav said...

औरत पर लांछन लगाना और उसे सबक सीखाना आसान है। तथाकथित समाज के ठेकेदार इसे अपना जन्म सिद्ध अधिकार समझते हैं। जबकि वस्तुस्थिति ये है कि उस महिला के अधोपतन के जिम्मेदार उनमें से ही कोई एक होगा। ये कहना होगा कि हर जगह जंगलराज है । खुलेआम एक असाहय नारी प्रताडित करी जाती रही और कोई भी बचाने वाला नहीं था । "यत्र पूजयन्ते नारीयस्तु तत्र रमन्ते देवता" ऐसी मानसिकता वाली हमारी संस्कृति का इससे अधिक अधोपतन क्या होगा। वाकई हम सब शर्मसार हैं।

Anita kumar said...

एक बार फ़िर किसी की मौत हुई है और जंगल में मंगल मनाया गया है। निन्दनीय

सुजाता said...

कौन सा प्रभु संजीत जी ?

सागर नाहर said...

निन्दनीय.. बहुत ही शर्मनाक हुआ जो कुछ हुआ।

rakhshanda said...

sharm aati hai logon ki maansikta par,nafrat hoti hai aise logon se...

Sanjeet Tripathi said...

सुजाता जी, बाईबल में कहीं कहा गया है
' हे ईश्वर इन्हें माफ़ कर देना ये नही जानते कि ये क्या कर/कह रहे हैं'

अब अगर कहीं ईश्वर या प्रभु नामधारी हो तो ……

Anonymous said...

बढ़िया पोस्ट। पैनी पत्रकारीय दृष्टि है संजीत की । भई , मैं तो कायल हो चुका हूं।

अजित वडनेरकर

Anonymous said...

comments padkar bahut ashcharya hua. jo samaj mein rehkar us stri ko galat keh rahe the. us par samaj ko ganda karne ka aarop laga rahe the, akhir unhone kya kiya, kya yahi nyaya tha uske liye? use is tarah se sharminda karke kya usne aurat jati ko sharmsaar nahin kiya? wo aurat jo anek rishto ke roop mein us har vyakti se judi hai jo unke sath rehti hai. ye satya hai ki krodh pe kabu nahin hota! par kya krodh mein har cheez jaayaz hai? us aurat par samaja ko ganda karne ka aarop jo laga rahe the, unhone kya samaj ko ganda nahin kiya. media ne lagbhag duniya ke har kone aur ghar tak ye news pahuncha di aur doshi thehraya us aurat ko. mana us aurat ki galti thi, par gar vo sharafat ka jeevan vyateet karti to kya humara samaj use izzat ki nazro se dekhta, koi ghar koi purush use kisi na kisi roop mein apnakar izzat deta. nahin us par wohi veshyavritti ka hi tamga zindagi bhar laga rehta. main is bat ko nahin jhuthlati ki vo aurat galat kar rahi thi. par jo use saja de gayi vo bilkul galat thi. aaj kisi k bhi ghar mein kuch apno ke sath galat ho jaye to koi uska prachar nahin karta ya beizzat nahin karta, us aurat ka kisi se koi rishta nahin tha isliye aisa hua? kisi ne socha ki jab wo aurat us mohalle mein aayi to kya kisi aurat ne uski padosi ke nate sahayata ki ya kisi purush ne use behan ki nazar se dekha, nahin agar dekha bhi to galat nazro se. jab hum kisi ka jeevan sanwar nahin sakte to kisi ko saja dene ka bhi koi haq nahin. use police ke hawale kiya ja sakta tha. bas meri rai yahi hai is bare mein.............

comments padkar bahut ashcharya hua. jo samaj mein rehkar us stri ko galat keh rahe the. us par samaj ko ganda karne ka aarop laga rahe the, akhir unhone kya kiya, kya yahi nyaya tha uske liye? use is tarah se sharminda karke kya usne aurat jati ko sharmsaar nahin kiya? wo aurat jo anek rishto ke roop mein us har vyakti se judi hai jo unke sath rehti hai. ye satya hai ki krodh pe kabu nahin hota! par kya krodh mein har cheez jaayaz hai? us aurat par samaja ko ganda karne ka aarop jo laga rahe the, unhone kya samaj ko ganda nahin kiya. media ne lagbhag duniya ke har kone aur ghar tak ye news pahuncha di aur doshi thehraya us aurat ko. mana us aurat ki galti thi, par gar vo sharafat ka jeevan vyateet karti to kya humara samaj use izzat ki nazro se dekhta, koi ghar koi purush use kisi na kisi roop mein apnakar izzat deta. nahin us par wohi veshyavritti ka hi tamga zindagi bhar laga rehta. main is bat ko nahin jhuthlati ki vo aurat galat kar rahi thi. par jo use saja de gayi vo bilkul galat thi. aaj kisi k bhi ghar mein kuch apno ke sath galat ho jaye to koi uska prachar nahin karta ya beizzat nahin karta, us aurat ka kisi se koi rishta nahin tha isliye aisa hua? kisi ne socha ki jab wo aurat us mohalle mein aayi to kya kisi aurat ne uski padosi ke nate sahayata ki ya kisi purush ne use behan ki nazar se dekha, nahin agar dekha bhi to galat nazro se. jab hum kisi ka jeevan sanwar nahin sakte to kisi ko saja dene ka bhi koi haq nahin. use police ke hawale kiya ja sakta tha. bas meri rai yahi hai is bare mein............. JASPREET

रवि रतलामी said...

...अगर प्रभु कहीं है तो वो बहुत ही बेशर्म और निर्दयी है क्योंकि वो ऐसे कृत्य करने वालों को शक्ति प्रदान करता है...

मानवता को शर्मसार करती घटना, जिसकी निंदा जितनी भी की जाए, कम ही होगी...

Unknown said...

SANJEET JI ,AAPNE DUSRON KI RAAY TO MANGI LEKIN APNI RAAY NAHI DI,ISKI WAJAH JAAN SAKTI HOON KYA MAIN?

HUM SAB KISI TARAH K TABOO ISSUES PAR APNI RAAY NAHI DETE,KYUNKI HAMARA SO CALLED SOCIALISATION JO AI SA HUA HAI.

JO BHEED NE US AURAT K SAATH KIYA,HAR KOI YAHAN USI KI NINDA KAR RAHA HAI,KYUNKI NINDA SABSE AASAN KAAM HAI AUR ISSE AAPKE AHAM KI SANTUSHTI HOTI HAI.EK BAAT AUR KI SABHI NE BHEED KI NINDA KARKE APNA PALLA JHAD LIYA ,AUR SARI GALTI BHEED PAR MUDH DI.YAHAN LOG MOB MENTALITY KI BADI BAAT KAR RAHE HAIN,LEKIN NINDA KARNE N KUCH ACTION NAHI UTHANE KI HUMAN TENDENCY K BARE ME KOI KUCH NAHI KAH RAHA HAI,AGAIN SO CALLED SOCIALISATION.

LOG BHARTIYA SANSKRITI KI BADI BAAT KAR RAHE HAIN.KOI KRIPYA MUJHE YE BATAYE KI SANSKRITI KYA HOTI HAI?BHARTIYATA KYA HAI?HAR BAAT SABHYATA,SANSKRITI PAR AAKAR KYUN RUK JATI HAI?KAUN TAY KAREGA KI NATIKTA KYA HOTI HAI?CHARITRA KYA HOTA HAI?

MUJHE LAGTA HAI KI HAR BAAR IN TATHAKATHIT BADI BATON KO BEECH ME LANE SE LOG KHUD KE GIREBAN ME JHAKNE SE BACH JATE HAIN JO WO CHAHTE HAIN.

Unknown said...

YAHAN JITNE BHI LOGON NE APNI RAAY DI ,BAHUT DUKHAD HAI KI KISI NE POORE MAMLE KI JAD TAK JANE KI ZAHMAT NAHI UTHAYI.BAS ,YE BAHUT NINDNIY HAI,BLAH BLAH.................

BHARTIYA SANSKRITI ME SUNA HAI , KITABON ME PADHA KI STRREE ,NARI.......YATRA POOJYANTE............. AUR BHI BAHUT KUCH ,KYA EK AURAT KI PEEDA,USKA UTPEEDAN YAHI SE NAHI SHURU HO JATA? LOG AURAT KO DEVI MANTE HAIN,KYA YAHAN SE HI USKI CHUPPI KI SHURUAT NAHI HOTI?DEVI MATLAB KI AAP ITNE BADE HO JAIYE KI DUSRON KO MAAF KARTE RAHEN,ITNE SAHANSHEEL BAN JAYEN,SABKA DARD KHUD ME SIMTA LEN,BLAH BLAH.............................
SO AURAT KO DEVI KA STHAN DE DIYA AUR YE PRACHARIT KIYA KI JO AURAT AISI NAHI HAI WO CHARITRAHEEN HAI,KABHI CHUDAIL BATAYA GAYA,BLAH BLAH.........KYA AAPKO NAHI LAGTA KI AURAT KO DEVI BANANE K PEECHE WAHI PITTRASATTATMAK SOCH HAI AUR IS
KE MADHYAM SE AURATON KO YE SANDESH DIYA JATA RAHA HAI KI TUMHE DEVI BANNA HAI AUR DUNIYA BHAR K DUKH SAHTI RAHO,TABHI TUM EK ACHII AURAT HO...............YE KOI ZARURI NAHI KI PURUSH HI IS PATRIARCHAL THINKING KO PERPETUATE KAR RAHE HO,AURATEN BHI ZIMMEDAR HAIN ISK LIYE.GAMBHIRTA SE SOCHE TO SABHI SAMAJIK,RAJNITIK,DHARMIK,ARTHIK AUR SANSKRITIK DHANCHE ISI PATRIARCHAL IDEOLOGY KO MAZBOOT BANAYE RAKHNE KA KAAM KARTE HAIN.

Unknown said...

kisi aurat par ilzam lagana kitna aasan hota hai.sabse pehle us aurat par ye ilzam lagta hai jo shadi shuda nahi hoti ya akeli rahti hai ya parityakta hoti hai.maine aaj tak kisi purush par is tarh ka ilzam lagte ya aisi saza dete nahi suna.kyun charitraheenta sirf aurat k sandarbh me paribhashit ki jati hai?agar koi aurat dehvyapar me lipt hoti hai ,to use hi kyun charitraheen karar de diya jata hai?jo purush uske paas jate hain,unhe koi kuch nahi kahta?jis purush ki khwahish pooti karne k liye wo mumbai k kamathipura,kolkata k sonagachi,n ..............ki galiyon me bas jati hai uski zimeedari to koi nahi leta?kitni asani se kah diya jata ki is tarah ki auraten bachoon ko bahkati hai,shadi shuda auraten kahti hain ki is tarh ki auraton ne unke patiyon ko fasa liya.......................jaise unke beton n patiyon ki tarah sharif to duniya me koi hai hi nahi.

Unknown said...

is ghatna me ye bataya gaya ki wo aurat purushon ko ishare kar rahi thi....................,kyun purush kya kabhi aise ishare nahi karte?garib se garib n amir se amir purush is tarh ke ishare karte hain,lekin bhai unhe koi kuch nahi kahta.

ho sakta hai ki logon ko lage ki main is ghatna se deviate hokar apni raay de rahi hoon,lekin mujhe lagta hai ki aap ise in sabhi baton se isolate karke nahi dekh sakte.

kisi na yahan kaha ki kyun koi purush nahi aaya jo us aurat ko apna leta,aur tab wo purush shayad shareef hota..........ye bhi usi patriarchal society ki hi den hai,jahan ek aurat ko sahara dene ka matlab hota hai ki use apna lijiye,shadi kar lijiye matlab ki ek aurat ko sharafat ki zindagi jine k liye MRS. SO & SO hona zaruri hai.

mujhe samajh nahi aata ki kyun har koi magical consciousness k level par baat kar raha hai?

mere khayal se ye bahut galat baat hai. Mana ki us aurat ko aise nahi karna chahiyeta magar un logo ne bhi galat kiya nahi

Post a Comment

आपकी राय बहुत ही महत्वपूर्ण है।
अत: टिप्पणी कर अपनी राय से अवगत कराते रहें।
शुक्रिया ।